Barah Baje Ki Lyrics Jhutha Kahin Ka

Ki: teen chaar paaNch chhah A: saat aaTh nau
ki: das gyaarah both: baarah..

ki: ho.. ho ho ho ho, ( baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen ) -2
dekh ke hamko duniyaa vaale jalte hain jal jaayen
A: haaN, baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen
re, baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen
dekh ke hamko duniyaa vaale jalte hain jal jaayen
both: baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen

ki: ( ham hain deevaane phir kaisaa Dar
masti mein kaaTeinge pyaar kaa safar ) -2
A: mel diloN kaa jurm nahin, ho jaaye chaahe sabko Khabar
ki: ham na hoNge judaa, kar liyaa faislaa
A: ho o o, baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen
ki: dekh ke hamko duniyaa vaale jalte hain jal jaayen
both: baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen

A: ( teri meri joDi hai itni hasin
lag jaaye na buri nazar kahin ) -2
ki: ek pal tere bin jaise ek din, ab to akele rahaa jaataa nahin
A: muskuraate rahein, yuN hi gaate rahein
ki: ho ho ho, baarah baje ki suiyoN jaise ham donoN mil jaayen
both: dekh ke hamko duniyaa vaale jalte hain jal jaayen
A: baarah baje ki ki: suiyoN jaise
both: ham donoN mil jaayen

Related Lyrics:

  1. Baje Raat Ke Baarah Lyrics Baabarr
  2. Dil Mein Jo Mere Sama Gayi Lyrics Jhutha Kahin Ka
  3. Ham To Mohabbat Karega Lyrics Dilli Ka Thug
  4. Chali Jaa Chali Jaa Chali Jaa Chhod Ke Duniyaa Lyrics Humlog
  5. Kabhi Hanste Hain Lyrics Dushmani

Previous post:

Next post: