Aarti Karein Hum Sab Ganeshji Ki Lyrics My Friend Ganesha

(jai ganeshji ki – 2
aarti kare hum sab ganeshji ki) – 2

aap hai swaami dhukh harta, dukhiyon ke palankarta
aap hai bhagwan sukh daata, om jai jai shri gananaatha
hum sab sharan mein hai bhagwan, o shiv gan muskhak vaahan
(jai ganeshji ki – 2), aarti karein hum sab ganeshji ki

aap to hai gauri nandan, aap to hai mann se vandan
aap to hai jan sukhdaayak, kehti hai duniya gananaayak
aap ki puja ghar ghar mein, kasht nivaare pal bhar mein
(jai ganeshji ki – 2), aarti karein hum sab ganeshji ki – 4

Related Lyrics:

  1. Aao Baitho Baat Suno Kuchh Pyaar Karein Lyrics Maang
  2. Santoshi Maa Aarti Lyrics Aarti Sangrah
  3. Priye Praaneshvari, Hrridayeshvari, Yadi Aap Hamein Aadesh Karein To Lyrics Hum Tum Aur Woh
  4. Main To Aarti Utaru Re Lyrics Jai Santoshi Maa
  5. Ab Ke Baar Poonam Mein Lyrics Janasheen

Previous post:

Next post: